×

FA-Music's video: O Mr Raja Full Vision Clear Sound - Dulhan Hum Le Jayenge Salman Karisma

@O Mr. Raja Full Vision Clear Sound - Dulhan Hum Le Jayenge | Salman & Karisma
https://www.earnbitcoin.io/?r=228262 https://btcmaker.io/?ref=Bestcoin O Mr Raja Salman Khan Song O Mister Raja Laut Ke Aaja - Dulhan Hum Le Jayenge O Mister Raja Laut Ke Aaja Song Detail To earn some free cash https://btcmaker.io/?ref=Bestcoin Song : O Mister Raja Laut Ke Aaja Album : Dulhan Hum Le Jayenge (2000) Singer : Alka Yagnik, Sonu Nigam, Karisma Kapoor Musician : Himesh Reshammiya Lyricist : Sudhakar Sharma O Mister Raja Laut Ke Aaja Lyrics O mister raja laut ke aaja Hui khata ab maan ja O mister raja laut ke aaja Hui khata ab maan ja Jo tu na mana, bana begana To tere pyaar mein deewani ho ke Teri kasam de doongi main jaan O jaan-e-jaana paas na aana Teri baaton mein nahin aaunga Jo toone chheda main bhi hoon tedha Hai is jawaani ki kasam Tera band main baja ke jaaunga O mister raja laut ke aaja Hui khata ab maan ja Tere paiyaan padoon sajna Haan re gale laga le o balma Tere paiyaan padoon sajna Haan re gale laga le o balma Hey maan le kehna door hi rehna Phir na tu yeh kehna Maan le kehna door hi rehna Phir na tu yeh kehna Maine dhokha diya tujhko Arre re nahin mauka diya tujhko Mere saiyaan le baiyaan chal chhaiyaan Main tujh pe fida O jaan-e-jaana paas na aana Teri baaton mein nahin aaunga Jo toone chheda main bhi hoon tedha Hai is jawaani ki kasam Tera band main baja ke jaaunga O mister raja laut ke aaja Hui khata ab maan ja Kyun mujhe satata hai Arre re kyun mujhe rulata hai Kyun mujhe satata hai Arre re kyun mujhe rulata hai Tu yeh rona dhona leke mere paas na aana Tu yeh rona dhona leke mere paas na aana Arre tu hai badi jhoothi Haaye re main chhoota jo tu roothi Mere yaara dobara na kehna Ke main hoon jhoothi O mister raja laut ke aaja Hui khata ab maan ja Jo tu na mana, bana begana To tere pyaar mein deewani ho ke Teri kasam de doongi main jaan O jaan-e-jaana paas na aana Teri baaton mein nahin aaunga [Raja tu bahut akad raha hai na nahin maan raha hai na Pakka nahin maan raha Haan nahin maan raha hoon Theek hai to main saari raat yahin rahoongi Log mujhe uthakar le jaayenge Tab aana Phir mat kehna ke maine tumhein warning nahin di thi Get lost Pakka nahin maan raha hai Haan haan nahin maan raha hoon Jo karna hai karle ghadi ghadi drama karti hai Raja theek hai to tab aana jab main mar jaaoongi Mar jaaoongi main] Tu jaan hai armaan hai Mere pyaar ki pehchaan hai Par thodi thodi tu nadaan hai Tu jo kahegi main waisa karunga Teri har zid ko poora karunga Chalo baba maaf karo hans bhi do Maine dil saaf kiya kah bhi do Roothna manana hai pyaar ki adaa Kaise jiyunga main tumse hoke juda O jaan-e-jana maan bhi jana Chhod de nakhre dikhana tu Jo tu na maani bani begaani To tere pyaar mein deewana hoke teri kasam De doonga main jaan O mister raja baahon mein aaja Maan gayi main pehchaan gayi Ab na ladenge mil ke rahenge Bas yoon hi pyaar mein deewane hoke Ik dooje mein khoye rahen _Khan_Songs

12.8K

304

Other post by @FA Music