×

DiKsHeArT's video: Teri Mitti Female Cover Diksha Keshari

@|| Teri Mitti || Female Cover || Diksha || Keshari ||
HELLO EVERYONE... HERE IS A NEW COVER ORIGINAL CREDITS:- Song – Teri Mitti Movie – Kesari Singers – B Praak Musicians – Arko Lyricists – Manoj Muntashir LYRICS :- Talwaron pe sar vaar diye Angaron mein jism jalaya hai Tab jaake ke kahin humne sar pe Yeh kesari rang sajaya hai Ae meri zameen afsos nahi Jo tere liye sau dard sahe Mehfooz rahe teri aan sada Chahe jaan meri yeh rahe na rahe Ae meri zameen mehboob meri Meri nas nas mein tera ishq bahe Feeka na pade kabhi rang tera Jismon se nikal ke khoon kahe Teri mitti mein mil jawaan Gull banke main khil jawaan Itni si hai dil ki aarzu Teri nadiyon mein beh jawaan Teri kheton mein lehrawaan Itni si hai dil ki aarzu Sarson se bhare khalihan mere Jahaan jhoom ke bhagda paa na saka Aabad rahe woh gaanv mera Jahaan laut ke wapas ja na saka Ho watna ve, mere watna ve Tera mera pyar nirala tha Kurban hua teri asmat pe Main kitna naseebon wala tha Teri mitti mein mil jawaan Gull banke main khil jawaan Itni si hai dil ki aarzu Teri nadiyon mein beh jawaan Teri kheton mein lehrawaan Itni si hai dil ki aarzu Ho Heer meri tu hasti rahe Teri ankh ghadi bhar nam na ho Main marta tha jis mukhde pe Kabhi uska ujala kam na ho Ho maayi meri kya fikar tujhe Kyun ankh se dariya behta hai Tu kehti thi tera chaand hoon main Aur chand hamesha rehta hai Teri mitti mein mil jawaan Gull banke main khil jawaan Itni si hai dil ki aarzu Teri nadiyon mein beh jawaan Teri kheton mein lehrawaan Itni si hai dil ki aarzu COVER CREDITS:- SINGER:-Diksha piano instrumental :- Nishant sharma Thankyou so much " nishant sharma " for the piano cover cover lyrics:- Ae meri zameen afsos nahi Jo tere liye sau dard sahe Mehfooz rahe teri aan sada Chahe jaan meri yeh rahe na rahe Ae meri zameen mehboob meri Meri nas nas mein tera ishq bahe Feeka na pade kabhi rang tera Jismon se nikal ke khoon kahe Teri mitti mein mil jawaan Gull banke main khil jawaan Itni si hai dil ki aarzu Teri nadiyon mein beh jawaan Teri kheton mein lehrawaan Itni si hai dil ki aarzu Ho Heer meri tu hasti rahe Teri ankh ghadi bhar nam na ho Main marta tha jis mukhde pe Kabhi uska ujala kam na ho Ho maayi meri kya fikar tujhe Kyun ankh se dariya behta hai Tu kehti thi tera chaand hoon main Aur chand hamesha rehta hai Teri mitti mein mil jawaan Gull banke main khil jawaan Itni si hai dil ki aarzu Teri nadiyon mein beh jawaan Teri kheton mein lehrawaan Itni si hai dil ki aarzu you can go to the piano cover , link is here https://youtu.be/dKg28E8YIYI ALL RIGHTS TO THE RESPECTIVE MUSIC LABEL. NO COPYRIGHT INFRINGEMENT INTENDED . FOLLOW ON! FACEBOOK : https://www.facebook.com/decentdiksha88 INSTAGRAM: http://instagram.com/decentdiksha99 TWITTER : http://twitter.com/decentdiksha99

217

97
DiKsHeArT
Subscribers
3.3K
Total Post
65
Total Views
578K
Avg. Views
10.1K
View Profile
This video was published on 2019-03-27 18:25:15 GMT by @DiKsHeArT on Youtube. DiKsHeArT has total 3.3K subscribers on Youtube and has a total of 65 video.This video has received 217 Likes which are lower than the average likes that DiKsHeArT gets . @DiKsHeArT receives an average views of 10.1K per video on Youtube.This video has received 97 comments which are higher than the average comments that DiKsHeArT gets . Overall the views for this video was lower than the average for the profile.

Other post by @DiKsHeArT