×

Gadget-Mode's video: Chinese App Ban : Latest News 273 Chinese Apps Ban Reaction PUBG Ban In India Gadget Mode

@Chinese App Ban : Latest News | 273 Chinese Apps Ban Reaction | PUBG Ban In India ? | Gadget Mode
Chinese App Ban : Latest News, 273 Chinese Apps Ban Reaction Doston Jaisa ki aap sabhi ko maloom hai Bharat Sarkar ne 47 aur Chinese apps ko ban kar diya hai. Sarkar ne takriban 275 Chinese app ko bhi short listed kiya hai agar ye apps pahle Ban hue apps ki tarah apne user Ke Data ko dusre country ke server par bhejti hai ya phir user ke privacy ko Kisi Aur tarike se saja karti Hai to ye sabhi 275 apps par Ban laga diya jaega. Es 275 apps ki list me pubg bhi shamil hai sarkar ke es naye kadam ko Digital Strike Part 2 ke naam se log bula rahe hai. Es bar Bharat Sarkar ne na sirf Chinese apps ko balki un apps ko bhi apni nigrani mein rakha hai jinme Chinese company ka investment hai. Agar Sarkar esi tarah Chinese investment ke aadhar per app ko Ban Karti rahi to India Ke bhi bahut sare startup companies aur apps sarkar Ke a radar per honge, jisme Paytm,Sswiggy or Ola jaisi company bhi shamil hai. Es video mein maine yah bataya hai ki agar sarkar esi tarah app aur company ko Ban karti rahi to iska aasan kya hoga. Umeed karta hun aapko yah video pasand aaega. आपको अगर कोई सवाल है तोह जरूर कमैंट्स में हमें बताईये - अगर वीडियो अच्छा लगा तोह लिखे और सब्सक्राइब जरूर कीजियेगा For more interesting videos kindly Subscribe the Gadget Mode Youtube channel and press the bell icon for next video update. Subscribe: https://www.youtube.com/c/GadgetModeTube Instagram: https://www.instagram.com/gadget.mode/

21

15

Other post by @Gadget Mode