×

My Love's video: Sandese Aate Hain-16 Sunny Deol Sunil Shetty Akshaye Khanna New whatsapp status Border

@Sandese Aate Hain-16 | Sunny Deol | Sunil Shetty | Akshaye Khanna | New whatsapp status | Border.
Plz Click Here & Watch More HD Videos. 👇 https://www.youtube.com/channel/UCdQLn1Mmn4JHNP_zba7nrfQ Movie Border (1997 film) Directed by J. P. Dutta Produced by J. P. Dutta Screenplay by J. P. Dutta Starring Sunny Deol Sunil Shetty Akshaye Khanna Raakhee Jackie Shroff Tabu Sudesh Berry Pooja Bhatt Kulbhushan Kharbanda Puneet Issar Music by & Songs Anu Malik Score: Aadesh Shrivastava Cinematography Ishwar R. Bidri Nirmal Jani Edited by Deepak Wirkud Distributed by J. P. Films Release date 13 June 1997 Running time 177 minutes Country India Language Hindi Punjabi Urdu Box office ₹61 crore (original) ₹149.11 crore[1] (adjusted) ( Lyrics ) Sandese aate hain, hamein tadpaate hain Jo chitthi aati hai woh poochhe jaati hai Ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge Likho kab aaoge Ke tum bin yeh ghar soona soona hai Sandese aate hain, hamein tadpaate hain Jo chitthi aati hai woh poochhe jaati hai Ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge Likho kab aaoge Ke tum bin yeh ghar soona soona hai Kisi dil waali ne, kisi matwaali ne Hamein khat likha hai Yeh humse poochha hai Kisi ki saanson ne, kisi ki dhadkan ne Kisi ki choodi ne, kisi ke kangan ne Kisi ke kajre ne, kisi ke gajre ne Mehakti subahon ne Machalti shaamon ne Akeli raaton mein, adhoori baaton ne Tarasti baahon ne Aur poochha hai tarsi nigaahon ne Ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge Likho kab aaoge Ke tum bin yeh dil soona soona hai Sandese aate hain, hamein tadpaate hain Jo chitthi aati hai woh poochhe jaati hai Ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge Likho kab aaoge Ke tum bin yeh ghar soona soona hai Mohabbat waalon ne hamaare yaaron ne Hamein yeh likha hai, ki humse poochha hai Hamaare gaaon ne, aam ki chhaaon ne Puraane peepal ne, baraste baadal ne Khet khalihano ne, hare maidano ne Basanti belon ne, jhoomti belon ne Lachakate jhoolon ne, dahakate phoolon ne Chatakati kaliyon ne Aur poochha hai, gaaon ki galiyon ne Ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge Likho kab aaoge Ke tum bin gaanv soona soona hai Sandese aate hain, hamein tadpaate hain Jo chitthi aati hai woh poochhe jaati hai Ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge Likho kab aaoge Ke tum bin yeh ghar soona soona hai Kabhi ek mamta ki, pyaar ki Ganga ki Jo chitthi aati hai, saath woh laati hai Mere din bachpan ke, khel woh aangan ke Woh saaya aanchal ka, woh teeka kaajal ka Woh lori raaton mein, woh narmi haathon mein Woh chaahat aankhon mein Woh chinta baaton mein Bigadna upar se, mohabbat andar se Kare woh devi Maa Yehi har khet mein poochhe meri Maa Ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge Likho kab aaoge Ke tum bin aangan soona soona hai Sandese aate hain, hamein tadpaate hain Jo chitthi aati hai woh poochhe jaati hai Ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge Likho kab aaoge Ke tum bin yeh ghar soona soona hai Aye guzarne waali hava bata Mera itna kaam karegi kya Mere gaanv ja mere doston ko salam de Mere gaanv mein hai jo woh gali Jahan rehti hai meri dilruba Use mere pyaar ka jaam de Use mere pyaar ka jaam de Wahin thodi door hai ghar mera Mere ghar mein hai meri boodhi Maa Meri Maa ke pairon ko chhoo ke tu Use uske bete ka naam de Aye guzarne waali hava zara Mere doston, meri dilruba Meri Maa ko mera payaam de Unhein ja ke tu yeh payaam de Main waapas aaunga, main waapas aaunga Phir apne gaanv mein, usi ki chhaanv mein Ki Maa ke aanchal se Gaanv ke peepal se, kisi ke kaajal se Kiya jo waada tha woh nibhaaunga [Main ek din aaunga] x 8 All Track listing:- 1."Humein Jab Se Mohabbat Sonu Nigam, Alka Yagnik Riyazahmad Khan 2."Hindustan Hindustan Shankar Mahadevan, Sonali Rathod, Kulbhushan Kharbanda 3."Sandese Aate Hain Roop Kumar Rathod, Sonu Nigam 4."Mere Dushman Mere Bhai Hariharan 5."To Chaloon Roop Kumar Rathod Border (1997 film) Border is a 1997 Indian war film based on the Battle of Longewala during the Indo-Pakistani War of 1971, produced and directed by J. P. Dutta. The film starred an ensemble cast of Sunny Deol, Sunil Shetty, Akshaye Khanna and Jackie Shroff in pivotal roles. The film is an adaptation from real life events that happened at the Battle of Longewala during the Indo-Pakistani War of 1971. The film was screened retrospectively on 13 August 2016 at the Independence Day Film Festival. Cast:- Sunny Deol as Major Kuldip Singh Chandpuri Suniel Shetty as Assistant Commandant B.S.F. Captain Bhairon Singh Akshaye Khanna as Second Lieutenant Dharamvir Singh Bhan Jackie Shroff as Wing commander Anand Bajwa alias Andy Bajwa Puneet Issar as Subedar Ratan Singh Sudesh Berry as Naib Subedar Mathura Das Kulbhushan Kharbanda as Havildar Bhagheeram, the cook Tabu as Kuldip Singh's wife Pooja Bhatt as Kamla (Dharamvir's fiancée) Rakhi as Dharamvir's blind mother From Wikipedia, the free encyclopedia https://en.wikipedia.org/wiki/Border_(1997_film) Plz Click Here & Watch More HD Videos. 👇 https://www.youtube.com/channel/UCdQLn1Mmn4JHNP_zba7nrfQ 🌹"My Love"🌹

8

0
My Love
Subscribers
2.9K
Total Post
593
Total Views
49.2K
Avg. Views
559.3
View Profile
This video was published on 2019-08-09 09:45:00 GMT by @My-Love on Youtube. My Love has total 2.9K subscribers on Youtube and has a total of 593 video.This video has received 8 Likes which are higher than the average likes that My Love gets . @My-Love receives an average views of 559.3 per video on Youtube.This video has received 0 comments which are lower than the average comments that My Love gets . Overall the views for this video was lower than the average for the profile.

Other post by @My Love