×

Nova Spiritual India's video: Batao Kahan Milega Shyam Krishna Bhajan Bhakti Song Kanha Ji Ke Bhajan

@बताओ कहाँ मिलेगा श्याम Batao Kahan Milega Shyam | Krishna Bhajan | Bhakti Song | Kanha Ji Ke Bhajan
बताओ कहाँ मिलेगा श्याम Batao Kahan Milega Shyam | Krishna Bhajan | Bhakti Song | Kanha Ji Ke Bhajan 🔔 आप सभी भक्तों से अनुरोध है कि आप @Nova Spiritual India चैनल को सब्सक्राइब करें व भजनो का आनंद ले व अन्य भक्तों के साथ Share करें व Like जरूर करें http://bit.ly/NovaSpiritualIndia 📱 Listen to Your Favourite Bhakti Songs in Audio & Video, Download the Mobile App Android: http://bit.ly/BhajanBhaktiApp Popular Videos 🙏🏻 Kanha O Kanha - https://youtu.be/51sN99LB2us 🙏🏻 Woh Krishna Hai Song - https://youtu.be/_mKH1EIJ31o 🙏🏻 Kitna Pyara Hai Singar - https://youtu.be/C7SBU5DlmKs 🙏🏻 Mera Aapki Kripa Se - https://youtu.be/I1oR3MNHAFk Full Audio Song Available On 🎧 Jio Saavn - https://bit.ly/33icgWW 🎧 Gaana - https://bit.ly/31G6NJ2 🎧 WYNK - https://bit.ly/3JTp9aN 🎧 Spotify - https://spoti.fi/3349o0a 🎧 Apple Music - https://apple.co/3JTB0FV 🎧 Amazon Music - https://amzn.to/3zIp59d Set 'Batao Kahan Milega Shyam' song as your Mobile Callertune (India Only) 🎵 Airtel Subscribers Dial 5432118031645 🎵 Vodafone Subscribers Dial 53712842146 🎵 Idea Subscribers Dial 5678912842146 🎵 BSNL (South / East) Subscribers sms BT 12842146 To 56700 Song Credits: Title: Batao Kahan Milega Shyam Singer: Sohini Mishra Music Director: Sohini Mishra Edit & Gfx : Prem Graphics PG Music Label: Music Nova Song Lyrics: Batao Kahan Milega Shyam Charan Paduka Lekar Sab Se Poochh Rahe Ras Khan Batao Kahan Milega Shyam Woh Nanha Sa Balak Hai Sanwali Si Soorat Hai Baal Ghungharale Uske Pehanta Mor Mukut Hai Nayan Uske Kajrare Haath Nanhe Se Pyare Bande Paijaniya Pag Mein Bade Dilakash Hain Nazare Ghayal Kar Deti Hai Dil Ko Usaki Ek Muskan Batao Kahan Milega Shyam Shri Krishna Ne Dekha Ki Yeh Bhakt Mujhe Nanhe Shyam Ke Roop Main Dhund Raha Hain Woh Toh Mujhe Is Roop Mein Pehchan Bhi Nahi Payega Tabhi Ve Ek Sadharan Vyakti Ka Roop Dharan Kar Khan Ji Ke Paas Jaakar Sari Baton Ko Sunne Ke Paschat Usse Khate Hain Samajh Mein Aaya Jiska Pata Tu Poochh Raha Hai Woh Hai Banke Bihari Jise Tu Dhundh Raha Hai Kahin Woh Shyam Kahata Kahin Woh Krishna Murari Koi Sanwariya Kehta Koi Govardhan Dhari Naam Hazaro Hi Hain Uske Kayi Jagah Mein Dhaam Batao Kahan Milega Shyam Uss Bhale Vyakti Ne Khan Ji Ko Vrindavan Jaane Ko Kaha Phir Kya Tha Mano Musafir Ko Manzil Mil Gayi Ho Bina Khaye Piye Lagatar Chalte Huye Khan Saab Vrindavan Mein Krishna Ke Mandir Tak Ja Pahunchte Hain Paagalo Jaise Haalat Hathon Main Joote Liye Anya Samudaye Ke Hone Ke Karan Mandir Ke Pujariyo Ne Unhe Mandir Ke Andar Aane Se Mana Kar Diya Nanhe Shyam Se Milne Ki Aas Main Khan Saab Phir Ro Pade Mujhe Na Roko Bhai Meri Samjho Majhburi Shyam Se Milne De Do Bahut Hai Kaam Zaroori Seedeeon Pe Mandir Ke Daal Kar Apna Dera Kabhi Toh Ghar Ke Bahar Shyam Aaega Mera Intezar Karte Karte Hi Subah Se Ho Gayi Shyam Batao Kahan Milega Shyam Khan Saab Ke Mann Mein Nanhe Shyam Se Milne Ki Aas Thi Issi Vishwas Ke Sath Ve Wahi Mandir Ke Seedhiyo Par Raat Bhar Baithe Rahe Jaag Kar Raat Bitayi Bhor Hone Ko Aayi Tabhi Uske Kaano Mein Koi Aahat Si Aayi Woh Aage Peechhe Dekhe Woh Dekhe Daaye Baaye Woh Chaaro Aur Hi Dekhe Nazar Koi Na Aaye Jhuki Nazar Toh Kadamo Mein Hi Baitha Nanha Shyam Batao Kahan Milega Shyam Us Nanhe Shyam Ki Jaisi Chavi Bhakt Khan Ji Ne Apne Hruday Mein Basai Thi Thik Waise Hi Unhone Apne Samne Paaya Khushi Se Gad Gad Hokar God Mein Use Uthaya Laga Kar Ke Seene Se Bahut Hi Pyar Lutaya Paduka Pehanane Ko Paon Jaise Hi Uthaya Nazara Aisa Dekha Kaleja Mooh Ko Aaya Kaante Chubh Chubh Kar Ke Ghayal Hue The Nanhe Paon Batao Kahan Milega Shyam Khan Saab Ne Shyam Ke Ghayal Paon Ko Dekh Ro Ro Kar Unse Kaha Khabar Dete Toh Khud Hi Tumhare Paas Main Aata Na Pag Main Chhale Padte Na Chubhata Koi Kaanta Parantu Uss Mor Mukut Bansiwale Ne Muskurate Hue Khan Ji Se Kaha Chhavi Jaisi Tu Meri Basa Ke Dil Mein Laaya Usi Hi Roop Mein Tumse Yahan Main Milne Aaya Gokul Se Main Paidal Aaya Tere Liye Brij Dham Bhav Ke Bhuke Hain Bhagwan Batao Kahan Milega Shyam Iss Prakar Bhakt Aur Bhagwan Ka Milan Shayad Hi Dekhne Ko Mile Jaaki Rahi Bhavna Jaisi Hari Muarat Dekhi Tan Taisi Ab Kanhiya Kehte Hain Hey Bhakt Aapne Mujhe Baal Roop Mein Khali Paav Dekha Tha Un Pathrile Rasto Par Tabhi Toh Main Issi Awastha Main Aapse Milne Ke Liye Gokul Se Vrundavan Paidal Daude Aapke Hathon Se Charan Paduka Pehan Mujhe Trilok Ki Sari Khushiyan Mil Gayi Shyam Ki Baatein Sunke Kavi Woh Hua Deewana Kaha Mujhko Bhi Dedo Apne Charanon Mein Thikana Tu Maalik Hai Duniya Ka Yeh Maine Jaan Liya Hai Likhoonga Kavita Teri Aaj Se Thaan Liya Hai Shyam Prem Ras Barsa Sona Khaan Bana Raskhan Bhav Ke Bhuke Hain Bhagwan Kaanto Par Chal Kar Ke Rakhte Apne Bhagat Ka Maan Bhav Ke Bhukhe Hain Bhagwan Batao Kahan Milega Shyam Join Us ⦿ YouTube: http://bit.ly/NovaSpiritualIndia ⦿ Facebook: https://www.facebook.com/NovaSpiritualIndia ⦿ Instagram: https://www.instagram.com/nova.spiritual.india ⦿ Android App: http://bit.ly/BhajanBhaktiApp ⦿ Website: https://www.medianova.in

0.9K

72
Nova Spiritual India
Subscribers
5.5M
Total Post
825
Total Views
60.6M
Avg. Views
169.3K
View Profile
This video was published on 2022-01-09 07:42:29 GMT by @Nova-Spiritual-India on Youtube. Nova Spiritual India has total 5.5M subscribers on Youtube and has a total of 825 video.This video has received 0.9K Likes which are lower than the average likes that Nova Spiritual India gets . @Nova-Spiritual-India receives an average views of 169.3K per video on Youtube.This video has received 72 comments which are higher than the average comments that Nova Spiritual India gets . Overall the views for this video was lower than the average for the profile.Nova Spiritual India #Krishna #Bhajan #BataoKahanMilegaShyam has been used frequently in this Post.

Other post by @Nova Spiritual India