×

Abdul Shakoor Khan's video: Wo Thaka huwa meri Bahon Main so giya tu Kia Huwa Urdu Sad Ghazal Ab Shakoor Bashir Badar

@Wo Thaka huwa meri Bahon Main so giya tu Kia Huwa || Urdu Sad Ghazal || Ab_Shakoor ||Bashir Badar||
_Shakoor Instagram: Ab_Shakoor Voice orver: Ab_Shakoor Editing: Ab_Shakoor Poetry: Dr Badar Munir Facebook Page: https://www.facebook.com/Onemindpoetry Wo thaka huwa meri baanhon mein zara so gaya tha to kya huwa,? abhi main ne dekha hai chaand bhi kisi shaakh-E-gul pe jhuka huwa. Mere sath sath sada raha wo meri nazar se chupa huwa, ye ajeeb hijr-O-wisaal hai na kabhi mila na juda huwa. Koi phool dhoop ki pattiyon mein haray riban se bandha huwa, wo ghazal ka lehja naya naya na kaha huwa na suna huwa. Jisay lay gai hai abhi hawa wo waraq tha dil ki kitaab ka kahin aansuon se mita huwa kahin aansuon se likha huwa. Kayi meel rait ko kaat kar koi moaj phool khila gayi koi pairr piyaas se mar raha hai nadi k paas kharra huwa. Muje haadson ne saja saja k boht haseen bana diya mera dil bhi jese dulhan ka haath ho mehndiyon se saja huwa… #

32

12
Abdul Shakoor Khan
Subscribers
55.6K
Total Post
123
Total Views
76.1K
Avg. Views
827
View Profile
This video was published on 2020-09-03 18:26:28 GMT by @One-Mind-Poetry on Youtube. Abdul Shakoor Khan has total 55.6K subscribers on Youtube and has a total of 123 video.This video has received 32 Likes which are higher than the average likes that Abdul Shakoor Khan gets . @One-Mind-Poetry receives an average views of 827 per video on Youtube.This video has received 12 comments which are higher than the average comments that Abdul Shakoor Khan gets . Overall the views for this video was lower than the average for the profile.Abdul Shakoor Khan #OneMindPoetry #Ab_Shakoor Instagram: #punjabiPoetry #UrduPoetry #sadpoetry #deepPoetry #Love #Ishaq #Pyar #muhabat #UrduSOngs #Hindisongs #Punjabisongs #urduPoetry #HindiPoetry #Shairi #shairy #Songs #SadSongs #pakistan #SadUrduPoetry #TehzeebHafi #Alizaryoon # has been used frequently in this Post.

Other post by @One Mind Poetry