×

Infinity Saga's video: Three song of Arijit for lovers An end 2018

@Three song of "Arijit " for lovers...( An end 2018)
Three song of Arijit for lovers along with the lyrics are mentioned below: ____ _____ ____ ____ _____ ____ ____ ____ ____ Mera Pyar Tera Pyar Lyrics – Jalebi Songs Lyrics: A love song, sung by Arijit Singh and composed by Jeet Gannguli with some beautiful lyrics written by Rashmi Virag. The song is from Vishesh Films’ Bollywood romantic drama film “Jalebi” starring Varun Mitra & Rhea Chakraborty. Singer – Arijit Singh Music – Jeet Gannguli Lyrics – Rashmi Virag Mera Pyar Tera Pyar (lyrics): Main jitna tumhe dekhun Mann ye na bhare Main jitna tumhe sochun Mann ye na bhare Inn aankhon mein chhalakta hai Mera pyar tera pyar Kahin tujhmein dhadakta hai Mera pyar tera pyar Mera pyaar tera pyaar Mera pyaar tera pyaar… Main jitna tumhe dekhun Mann ye na bhare Main jitna tumhe sochun Mann ye na bhare Thoda sa mera hai thoda tumhara Mila jula sa yeh khwab humaara Ek meethi dhunn sunaayi De rahi hai aaj kal Hans ke saare gham humaare Dega khushiyon mein badal Mera pyar tera pyar Mera pyar tera pyar… Main jitna tumhe dekhun Mann ye na bhare Main jitna tumhe sochun Mann ye na bhare Koi nahi sau saal jiya hai Pyar magar kaayam rehta hai Dhoop khushboo aur hawayein Banke yeh reh jaayega Baad apne bhi humaare Yeh jahaan mehkayega Mera pyaar tera pyaar Mera pyaar tera pyaar Main jitna tumhe dekhun Mann ye na bhare Main jitna tumhe sochun Mann ye na bhare ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- --- Tera Fitoor Lyrics from Hindi film Genius starring director Anil Sharma’s son Utkarsh Sharma along with Ishita Chauhan. The beautiful song is sung by Arijit Singh and composed by Himesh Reshammiya with lyrics written by Kumaar. Singer: Arijit Singh Music: Himesh Reshammiya Lyrics: Kumaar Music Label: Tips Film Directed by – Anil Sharma Tera Fitoor (lyrics) : Tera fitoor jab se chadh gaya re Tera fitoor jab se chadh gaya re Ishq jo zara sa tha woh badh gaya re Tera fitoor jab se chadh gaya re Tu jo mere sang chalne lage To meri raahein dhadakne lage Dekhun jo na ik pal main tumhein Toh meri baahein tadapne lage Ishq jo zara sa tha woh badh gaya re Tera fitoor jab se chadh gaya re Tera fitoor jab se chadh gaya re Haathon se laqeerein yehi kehti hai Ki zindagi jo hai meri Tujhi mein ab rehti hai Labon pe likhi hai mere dil ki khwaahish Lafzon mein kaise main bataaun Ikk tujhko hi paane ki khaatir Sabse judaa main ho jaaun Kal tak maine jo bhi khwaab the dekhe Tujhme woh dikhne lage Ishq jo zara sa tha woh badh gaya re Tera fitoor jab se chadh gaya re Tera fitoor jab se chadh gaya re Saanson ke kinaare bade tanha thhe Tu aa ke inhe chhu le bas Yehi toh mere armaan thhe Saari duniya se mujhe kya lena hai Bas tujhko hi pehchaanu Mujhko na meri ab khabar ho koi Tujhse hi khudko main jaanu Raatein nahi kat’ti bechain se hoke Din bhi guzarne lage Ishq jo zara sa tha woh badh gaya re Tera fitoor jab se chadh gaya re Tera fitoor jab se chadh gaya re ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- --- Chhod Diya Lyrics from Baazaar: The main version of the song is sung by Arijit Singh and Unplugged version is sung by the composer of the song – Kanika Kapoor while Chod Diya lyrics are written by Shabbir Ahmed. The sad love song is from Gauravv K Chawla’s Bollywood film “Baazaar” starring Saif Ali Khan, Radhika Apte, Chitrangda Singh & Rohan Mehra. Singers: Arijit Singh Music: Kanika Kapoor Lyrics: Shabbir Ahmed Music Label – Times Music Chhod Diya Lyrics Chhod diya woh raasta Jis raaste se tum the guzre Chhod diya woh raasta Jis raaste se tum the guzre Tod diya woh aaina Jis aaine mein tera aks dikhe Main sheher mein tere tha ghairon sa Mujhe apna koi na mila Tere lamhon se, mere zakhmon se Ab toh main door chala Rukh na kiya unn galiyon ka Jin galiyon mein teri baatein ho Chhod diya woh raasta Jis raaste se tum the guzre Main tha musafir raah ka teri Tujh tak mera tha daayra Main tha musafir raah ka teri Tujh tak mera tha daayra Main kabhi tha mehbar tera Khanabadosh main ab thehra Khanabadosh main ab thehra.. Chhoota nahin unn phoolon ko Jin phoolon mein teri khushboo ho Rooth gaya unn khwaabon se Jin khaabon mein tera khaab bhi ho Kuch bhi na paaya maine safar mein Hoke safar ka main reh gaya Kuch bhi na paaya maine safar mein Hoke safar ka main reh gaya Kaagaz ko boshida ghar tha Bheegte baarish mein beh gaya Bheegte baarish mein beh gaya.. Dekhun nahin uss chandani ko Jis mein ki teri parchhai ho Door hoon main inn hawaaon se Yeh hawaa tujhe chhu ke bhi aayi na ho ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- --- I hope you like it guys ...make sure to subscribe to be notified first..., --- ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- ---- ----

22.4K

514
Infinity Saga
Subscribers
207K
Total Post
99
Total Views
10.9M
Avg. Views
187.9K
View Profile
This video was published on 2018-12-31 21:36:33 GMT by @Play-Lyrics on Youtube. Infinity Saga has total 207K subscribers on Youtube and has a total of 99 video.This video has received 22.4K Likes which are higher than the average likes that Infinity Saga gets . @Play-Lyrics receives an average views of 187.9K per video on Youtube.This video has received 514 comments which are higher than the average comments that Infinity Saga gets . Overall the views for this video was lower than the average for the profile.

Other post by @Play Lyrics