×

Sam-Jaiswal's video: Lut Gaye - Lyrics Song Maine Jab Dekha Tha Tujhko Lyrics Song

@Lut Gaye - Lyrics Song | Maine Jab Dekha Tha Tujhko Lyrics Song
Lut Gaye - Lyrics Song | Maine Jab Dekha Tha Tujhko Lyrics Song Gulshan Kumar & T-Series presents Bhushan Kumar's Lut Gaye, a romantic ballad composed by Tanishk Bagchi, penned by Manoj Muntashir and sung by Jubin Nautiyal featuring Emraan Hashmi, and Yukti Thareja. ♪Stream the Full Song Here♪ JioSaavn: http://bit.ly/LutGaye-JioSaavn​​ Spotify: http://bit.ly/LutGaye-Spotify​​ Gaana: http://bit.ly/LutGaye-Gaana​​ Apple Music: http://bit.ly/LutGaye-AppleMusic​​ Amazon Prime Music: http://bit.ly/LutGaye-AmazonPrimeMusic​​ Wynk: http://bit.ly/LutGaye-Wynk​​ iTunes: http://bit.ly/LutGaye-iTunes​​ YouTube Music: http://bit.ly/LutGaye-YouTubeMusic​​ Song: Lut Gaye Singer: Jubin Nautiyal Music By: Tanishk Bagchi Lyrics By Manoj Muntashir Featuring - Emraan Hashmi Introducing - Yukti Programmed And Arranged - Tanishk Bagchi Additional Voice - Altamash Faridi Mixed And Mastered - Eric Pillai at Future Sound of Bombay Mix Assistant Engineer - Michael Edwin Pillai ____ Original Song Credits Song: Aankh Uthi Mohabbat Ne Singer/Author/Composer: Ustad Nusrat Fateh Ali Khan ​ ​ ​ ​ LYRICS - Maine Jab Dekha Tha Tumko Raat Bhi Woh Yaad Hai Mujhko Taare Ginte Ginte So Gaya Dil Mera Dhadka Tha Kas Ke Kuchh Kaha Tha Toone Hans Ke Main Usi Pal Tera Ho Gaya Aasmano Pe Jo Khuda Hai Us Se Meri Yehi Dua Hai Chaand Yeh Har Roz Main Dekhun Tere Sath Mein Aankh Uthi Mohabbat Ne Angdayi Li Dil Ka Sauda Hua Chandni Raat Mein Ho Teri Nazron Ne Kuchh Aisa Jaadu Kiya Lut Gaye Hum To Pehli Mulakaat Mein Ho Aankh Uthi Paanv Rakhna Na Zameen Par Jaan Ruk Ja Tu Ghadi Bhar Thode Taare To Bichha Doon Main Tere Vaaste Aazma Le Mujhko Yaara Tu Zara Sa Kar Ishara Dil Jala Ke Jagmaga Doon Main Tere Vaaste Mere Jaisa Ishq Mein Pagal Phir Mile Ya Na Mile Kal Sochna Kya Hath Yeh De De Mere Hath Mein Aankh Uthi Mohabbat Ne Angdayi Li Dil Ka Sauda Hua Chandni Raat Mein Ho Teri Nazron Ne Kuchh Aisa Jaadu Kiya Lut Gaye Hum To Pehli Mulakaat Mein Ho Aankh Uthi Haan Kisse Mohobbat Ke Hain Jo Kitaabon Mein Sab Chahta Hoon Main Sang Tere Dohrana Kitna Zaroori Hai Ab Meri Khatir Tu Mushkil Hai Mushkil Hai Lafzon Mein Keh Paana Ab To Yeh Aalam Hai Tu Jaan Maange To Main Shaunk Se De Doon Saughaat Mein Aankh Uthi Mohabbat Ne Angdayi Li Dil Ka Sauda Hua Chandni Raat Mein Ho Teri Nazron Ne Kuchh Aisa Jaadu Kiya Lut Gaye Hum To Pehli Mulakaat Mein Ho Aankh Uthi

0

0

Other post by @Sam Jaiswal