×

Technical-Insights's video: Toyota Future City Toyota s Woven City Toyota Is Building City Of Future In Japan

@कैसी होगी Toyota की Future City? | Toyota's Woven City | Toyota Is Building City Of Future In Japan
Hi Viewers Technical Insights YouTube Channel mein apka sawagat hai!! Toyota, Japan ki sabse badi automaker company ab futuristic smart city banane par focus kar rahi hai. Ek real city real people ke sath. Toyota Japan mein Mount Fuji mein 175 acre jagah ko real futuristic city mein badalegi. Toyota ne iss futuristic city ko 'woven city' naam diya hau. Woven city mein 2000 logon ko rakha jayega. Home robotic systems jo unhe daily living mein help karne, sensor-based artificial intelligence, health ko monitor karne aur basic jaruraton ke liye available honge. Woven city ko famous Danish architect Bjarke Ingels design karegen. Wo pehle New York mein 2 world trade center aur Google ke California aur London headquarters ko design kar chuke hai. Ingels woven city ko puri tarh sustainable city banana chahte hai jo ek ecosystem se powered hoga, hydrogen fuel cells air wahan ke roads puri tarh dedicated honge self-driving aur zero emissions vehicles ke liye. Woven city ka construction saal 2021 mein start hoga. Toyota ka plan hai next 5 years mein pehle residents ko bheja jaye. Well 175 acre smart city kaisi dikhegi jab yeh bann kar teyaar ho jayegi? Aur unique technology episodes dekhne ke liye technical insights YouTube channel check krein jo apki soch aur duniya ko dekhne ke najriye ko badal degen. Umeed hai apko ye episode pasand aaya hoga. Thanks for watching!!!

5

4

Other post by @Technical Insights