×

mahakavi's video: VERY OLD Ghazal - Arzoo zabte gham justujoo khastagi - Shamim Jaipuri

@VERY OLD Ghazal - Arzoo zabte gham, justujoo khastagi - Shamim Jaipuri
VERY OLD GHAZAL: Arzoo zabte gham, justujoo khastagi Zindagi kya hai ek mustaqil tashnagi ... ...hai labon par tabassum bhi hai Allah Allah tere gham ki sha'estagi Hum to ahle junoon hain hamare liye Zeest bhi dillagi, maut bhi dillagi Aaj bhi yaad hai, teri aawaz e pa Dharkanon mein hai abtak wohi naghmagi Ishq ka baankpan, sar nigoon ho gaya Al aman, al aman, husn ki sadagi Eik ummid thi, woh bhi rukhsat hui Koi deikhe mere dil ki aasoodagi Uski awaz chupkar suni thi kabhi Hai sama'at mein abtak wohi tazagi Thak ke baitha na main, rahbaron ki tarah Inse behtar hai yeh meri aawaragi Meiri aah o fughan par tera qahqaha Qabil e deed hai teri barjastagi Eik baar unse baatein hui thiin kahin Phir na bola kabhi, iss qadar chup lagi Dil Shamim apna seene mein patthar hua Jab se deikhi hai apnon ki be'gaanagi Shamim* Jaipuri

23

5
mahakavi
Subscribers
123K
Total Post
1.6K
Total Views
181.3K
Avg. Views
3.6K
View Profile
This video was published on 2017-12-28 18:57:05 GMT by @mahakavi on Youtube. mahakavi has total 123K subscribers on Youtube and has a total of 1.6K video.This video has received 23 Likes which are lower than the average likes that mahakavi gets . @mahakavi receives an average views of 3.6K per video on Youtube.This video has received 5 comments which are lower than the average comments that mahakavi gets . Overall the views for this video was lower than the average for the profile.

Other post by @mahakavi