×

mushtaq ahmed's video: Best dialogues of Amitabh Bachchan 2018

@Best dialogues of Amitabh Bachchan 2018
The Legendary and superstar of Bollywood Amitabh Bachchan dialogues - Best Amitabh Bachchan dialogues 2018 1 Rishte me to hum tumhare baap lagte hain, naam hai Shahenshah. —Shahenshah 2 Agar apni maa ka doodh piya hai to saamne aa. - Laawaris 3 Yeh tumhare baap ka ghar nahin, police station hai, is liye seedhi tahrah khade raho - Zanjeer 4 Paisa kya hai, sirf ek number na. - Teen Patti 6 Sahi baat ko sahi waqt pe kiya jaye to uska maza hi kuch aur hai, aur main sahi waqt ka intezaar karta hoon. - Trishul 7 Angrezon ke zamaane ke jailor, aur itni ghabrahat? - Sholay 8 Moochein ho to Nathulal jaise warna na ho. - Sharaabi 9 Govardhan seth, samundar mein tairne waale kuoon aur taalabon mein dubki nahin lagaya karte hain. - Sharaabi 10 Meri history janta nahi hai tu, mere shareer me haddi kam taanke zyada hain. – Department 12 Sapne bhi samundar ki lahron ki tarah haqeeqat ki chattanon se takrakar toot jaate hain. - Deewar 13 Don ko pakadna mushkil hi nahin, naamumkin hai. - Don 14 Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai – ki zindagi teri zulfon ki narm chhaon main guzarne padti to shadab ho bhi sakti thi. - Kabhie Kabhie 15 Jis tarah gobhi ka phool, phool hokar phool nahi hota, waise hi gainde ka phool bhi phool hokar phool nahi hota - Chupke Chukpe 16 Aaj aap ke paas aap ki saari daulat sahi, sab kuch sahi, lekin maine aap se jyaada garib aaj tak nahin dekha. Good bye, Mr R K Gupta. - Trishul 17 Hum bhi to roz khatro se khelte hai. - Sholay 18 You are right, Mr R K Gupta, yeh contract mujhi ko milegi. Aur haan, mere banaye hue colony mein agar aapko ghar chahiye, to taqalluf mat kijiyega, makaan aap ko mil jayega. - Trishul 19 Pura naam, Vijay Dinanath Chauhan, baap ka naam, Dinanath Chauhan, maa ka naam, Suhasini Chauhan, gaon Mandwa, umar chhattis saal. - Agneepath20 Jo kal hua, woh dobara nahi hoga. - Sholay 21 Zindagi ka tambu teen bambuo pe khada hai. - Sharabi 22 Mujhe jo sahi lagta hai main karta hoon, fir chahe wo bhagwan ke khilaaf ho, kanoon ke khilaf ho ya pure system ke khilaaf. – Sarkar 24 Apni sharto par chalne wale ko keemat chukani padati hai, mujhe jo sahi lagta hai wo mai karta hu - Sarkar Raj 25 Parampara, Pratishtha, Anushasan. Ye is gurukul ke teen stambh hai. Ye wo aadarsh hain jinse hum aapka aane waala kal banaate hain. - Mohabbatein 26 Arre yeh jeena bhi koi jeena hai, Lallu? - Mr Natwarlal 27 Wahan se tumhe yeh cheh dikh raha hoga. Lekin yahan se mujhe yeh nau dikhta hai - Aakhree Raasta 28 Is duniya mein do tarah ka keeda hota hai. Ek woh jo kachre se uthta hai. Aur doosra woh jo paap ki gandegi se uthta hai. — Hum 29Ghadi Ghadi drama karta hai, saala - Sholay 30Hum jahan khade ho jaate hain, line wahi se shuru hoti hain. - Kaalia 31Yeh koyle ki khaan ek azgar hai seth sahab, jo roz, anginath logon ko nigalkar, usei peeskar, jism se khoon ka ek-ek katra choos kar, ek laash ke roop mein ugal deta hai. - Kaala Patthar 32 Hai kisi maa ke laal me himmat, jo mere saamne aaye? - Namak Haraam 33 Aur waise hi, main is ko yahan nahi maroonga, warna log kahenge Sikandar ne apne ilake me usey mara. - Muqaddar Ka Sikander 34 Aap ne jail ki deewaron aur zanjeeron ka loha dekha hai, jailer sahab, Kaalia ki himmat ka faulaad nahi dekha. - Kaalia 35 Bachpan se hain sar par Allah ka haath, aur Allah Rakha hai mere saath, baazu par hai saat sau chhiyaasi ka billa, bees number ka beedi peeta hoon, kaam karta hoon coolie ka aur naam hai Iqbal. - Coolie 36Apun woh kutte ki dum hai, jo baara baras nalli ke andar daal ke, nalli tedi hoti, apun seedha nahin hota! - Laawaris 37 I can talk English, I can walk English, I can laugh English because English is a very phunny language. Bhairo becomes Byron because their minds are very narrow! - Namak Halal 38 Narang saab, yeh kaam koi bhi insaan akele kar sakta tha, basharte ki use bhi meri hi tarah yeh pata hona chahiye ke woh is duniya mein akela aaya hai aur akela hi jaayega, isliye agar usey kuch karna hai toh woh bhi akele hi karna hoga. - Shakti 39 Kallu se Kaalia ka safar shuru. - Kaalia 40 Main aur meri tanhaai — aksar ye baatein karte hain... - Silsila 41 Auron ko to eenhone ek ghante mein sikha diya hai. - Sholay 42 Daaru peene se liver kharab ho jaata hai. - Satte Pe Satta 43Yeh telephone bhi ajeeb cheez hai — aadmi sochta kuch hai, bolta kuch hai aur karta kuch hai. - Agneepath 44 Pagar badao... pandrah sau rupiye me ghar nahin chalta, saala imaan kya chalega? - Agneepath 45 Don’t mess with the army. - Major Saab 46 Sooryavansh ek aag hai jisme doston ke liye jitni jyoti hai, dushmanon ke liye utni hi jwala. Bhoon dalo is kambaqt ko. -Sooryavansham 47Partner, ab bol hi diye ho to dekh lenge. - Sholay 48 Ek rahen iir, ek rahen beer, ek rahen patte aur ek rahen hum. - Adaalat 49 Ek phool de dona maa, wahan ees ke mafak koi kadak afsar mil gaya to usko hum yeh phool deke apun ka baap bana denga. - Amar Akbar Anthony

570

8
mushtaq ahmed
Subscribers
7.3K
Total Post
29
Total Views
123.3K
Avg. Views
3.4K
View Profile
This video was published on 2018-02-15 02:18:21 GMT by @mushtaq-ahmed on Youtube. mushtaq ahmed has total 7.3K subscribers on Youtube and has a total of 29 video.This video has received 570 Likes which are higher than the average likes that mushtaq ahmed gets . @mushtaq-ahmed receives an average views of 3.4K per video on Youtube.This video has received 8 comments which are higher than the average comments that mushtaq ahmed gets . Overall the views for this video was lower than the average for the profile.

Other post by @mushtaq ahmed